Apne dil ke dard ko dil mein hi dba lena,
ise kisi ko btakar aur na badha lena..
kyunki us dard ki wajah tumhe maalum hai,
aur us dard ka ilaaz bhi tumhe hi maalum hai..
koi aapko kahega jrur ki wo aapke sath hai,
lekin us dard ki takleef toh fir bhi aapke sath hai..
koi aapko kahega jarur ki btao hum kya kren aapke liye,
lekin jo kr jaye bina btaye wo saaya aap khud hain..
sache dost honge jo aapko hsaynge jarur dard bhulane ke liye,
lekin akele mein bethne par aapki aankh se aansu aane fir jarur hain..
dard aapko hai.. ye sochenge sb jarur,
pr wo dard jhelna fir bhi aapko khud hai..
isiliye kehti hun doston..

--Apni kalam se
--Anupriya Garg