Saturday, September 17, 2011

Message dedicated to all friends...

Humari bhi thi 1 kahani, Hamari bhi thi 1 hasti purani...
Kandhe par tha dosto ka haath, saare jamane per tha apna raj, aisa tha yaaro ka saath...
Saath baith kar karthe the masti Jab samosa tha 3 rupeye aur chaaiy thi sasti...
Dosto ke liye bachpan tha kurbaan, jo aaj sale ban baith iss dhakan ke jaan...
Chhoti se choti baato ko dil se lagaya, phir bhi kamino ne khub hasaya ...
Yaar marne se pahle 1 waada nibhana, ho sake to purane hasin din firse lotana...

No comments:

Post a Comment