Friday, September 30, 2011

Wajah ki talash na kar...

Khule asman me zameen ki talash na kar,
Ji le zindagi khushi ki taalash na kar,
Takdir badal jayegi apne aap hi dost,
Muskurana sikh le;
Wajah ki talash na kar...

No comments:

Post a Comment